Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home Tanuja
Home Tanuja
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


meri jaan meri jaan kehna maano meri jaan meri jaan kehna maano hooo oooo ooo ooo ooo dushman hai jahaan rutt pehchaanon kategi naa ye dagar bina ek humsafar phir kyun naa bande ko apna hi jaano meri jaan meri jaan kehna maano koi bhi gaadi duniyaa mein ek pahiye se nahin chalti chale nahin zindagi bin saath ke dekho tumhaari paayal bhi ek ghungharoo se nahin bajti bajti hain taaliyaan do haath se mere sang aa jaao bura mat maanoooooo meri jaan meri jaan kehna maano hooo oooo ooo ooo ooo dushman hai jahaan rutt pehchaanon main bhi nahin kuchh tumse kam tum jo nahin rukne waale dhang mere haath mein hain aur bhi tum ko hansa kar chhodunga tod ke honthon ke taale samjh lo main hoon sanam dil chor bhi apne jaisa mujhe bhi jaanoooooo meri jaan meri jaan kehna maano hooo oooo ooo ooo ooo dushman hai jahaan rutt pehchaanon kategi naa ye dagar bina ek humsafar phir kyun naa bande ko apna hi jaano meri jaan meri jaan kehna maano
panthi hoon main uss path ka ant nahin jis kaa aas meri hai jiski disha aadhaar mere mann kaa panthi hoon main uss path ka ant nahin jis kaa aas meri hai jiski disha aadhaar mere mann kaa panthi hoon main uss path ka jis path par dekhe kitne sukh dukh ke mele jis path par dekhe kitne sukh dukh ke mele phool chune kabhi khushiyon ke phool chune kabhi khushiyon ke kabhi kaanton se khele jaane kab tak chalna hai mujhe iss jeevan ke saath panthi hoon main uss path ka ant nahin jis kaa aas meri hai jiski disha aadhaar mere mann kaa panthi hoon main uss path ka sangi saathi mere andhiyaareeeee ujiyaareeeeee mujhko raah dikhaye palchhin ke kuldhaare pathik mere path ke sab kaare aur neela aakaash panthi hoon main uss path ka ant nahin jis kaa aas meri hai jiski disha aadhaar mere mann kaa panthi hoon main uss path ka
phir kahin phir kahin koi phool khila chaahat naa kaho usko phir kahin koi phool khila chaahat naa kaho usko phir kahin koi deep jala manzil naa kaho usko phir kahin mann ka samandar pyaasa hua kyun kisi se maange dua mann ka samandar pyaasa hua kyun kisi se maange dua laheron ka laga jo mela toofan na kaho usko phir kahin koi phool khila chaahat naa kaho usko phir kahin dekhen kyun sab wo sapne khud hi sajaaye jo humne dekhen kyun sab wo sapne khud hi sajaaye jo humne dil unse behal jaaye to raahat naa kaho usko phir kahin
ruk jaana nahin tu kahin haar ke kaanton pe chal ke milenge saaye bahaar ke ruk jaana nahin tu kahin haar ke kaanton pe chal ke milenge saaye bahaar ke o raahi o raahi o raahi o raahi o raahi o raahi o raahi o raahi sooraj dekh ruk gaya hai tere aage jhuk gaya hai sooraj dekh ruk gaya hai tere aage jhuk gaya hai jab kabhi aise koi mastaana nikle hai apni dhun mein deewana shaam suhaani ban jaate hain din intezaar ke o raahi o raahi o raahi o raahi saathi na caarvaan hai ye tera imtihaan hai saathi na caarvaan hai ye tera imtihaan hai yunhi chala chal dil ke sahaare karti hai manzil tujh ko ishaare dekh kahin koi rok nahin le tujh ko pukaar ke o raahi o raahi o raahi o raahi nain aansoon jo liye hain ye raahon ke diye hain nain aansoon jo liye hain ye raahon ke diye hain logon ko unka sab kuchh de ke tu to chala tha sapne hi le ke koi nahin to tere apne hain sapne ye pyaar ke o raahi o raahi o raahi o raahi ruk jaana nahin tu kahin haar ke kaanton pe chal ke milenge
savere ka sooraj tumhaare liye hai savere ka sooraj tumhaare liye hai ke bhujhte diye ko na tum yaad karna huye ek beeti huyi baat hum to huye ek beeti huyi baat hum to koi aansoo hum par na barbaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai tumhaare liye hum tumhaare diye hum lagan ki agan mein abhi tak jalen hain humaari kami tum ko mehsoos kyun ho suhaani subah hum tumhen de chale hain jo har dam tumhaari khushi chaahte hain jo har dam tumhaari khushi chaahte hain udaas ho ke unko na naashaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai sabhi waqt ke aage jhukte rahe hain kisi ke liye waqt jhukta nahin hai badi tej raftaar hai zindagi ki kisi ke liye koyi rukta nahin hai chaman se jo ik phool bichhda to kya hai chaman se jo ik phool bichhda to kya hai naye gul se gulshan ko aabaad karna savere ka sooraj tumhaare liye hai
sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata aahaa sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata kuch pyaari pyaari baatein humari aa jaate jaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata arre kuch pyaari pyaari baatein humari aa jaate jaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata hum aaj dono akele hain sun bawari shor yunhi machana na tuuuu haaaa jo need aa jaaye saiyaan ki baiyaan mein to zindagi bhar jagana na tu hum aaj dono akele hain sun bawari shor yunhi machana na tu jo need aa jaaye saiyaan ki baiyaan mein to zindagi bhar jagana na tu dheere dheere haule haule man ki kahani aayi deewani chhupte chhupaate tu bhi sun ja sun ja aa thandi hawa aahaa tham ja ae kaali ghata ho ho ho ho hoo ho ho ho o o o hoooo ho ho ho hoooo hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm hmmm par yaad rakhna ye baatein kisi aur se jaa ke bairan tu kehna nahin nainon mein nindiyaan nahin aaj bas aaj humre jiya mein bhi chaina nahin chori
wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota aisi to naa thi kismat apna bhi koi hota apna bhi koi hota kyun khud ko mohabbat ka haqdaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar royen to bhala kaise khole to jabaan kyun kar khole to jabaan kyun kar darten hai ke jaane kya sansaar samajh baithe bekaar hi ulfat kaa izhaar samajh baithe wo hans ke mile hum se hum pyaar samajh baithe
yaad teri aayegi mujhko bada satayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi zid ye jhuthi teri meri jaan le ke jaayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi zid ye jhuthi teri meri jaan le ke jaayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi tera saath chhuta toota dil to ye jaana kitna hai mushkil dil se yaar ko bhulana dil ka hamesha sa hai dushman zamana ghum ye hai tune mujhe naa pehchana naa pehchana yaad teri aayegi mujhko bada satayegi zid ye jhuthi teri meri jaan le ke jaayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi bhujh gaya sooraj jale chaand taare nazren dhuwaan hai dhuwaan saare nazaare mujhe dil lagaane ki kya tune saza di bina soche samjhe dil ki duniyaa jala di duniyaa jala di yaad teri aayegi mujhko bada satayegi zid ye jhuthi teri meri jaan le ke jaayegi yaad teri aayegi mujhko bada satayegi hans ke sahunga saari duniyaa ke ye ghum marr bhi gaya to hoga pyaar nahin kam chhin le tujhe jo mujhse kis mein hai ye dam tan se juda hai to kya ek jaan hai hum
ooooo oooo ooooooo ooooo ooooo ooooo ooooo aaaa aaaa aaaaaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa ye dil lekar nazraana aa gaya tera deewana ye dil lekar nazraana aa gaya tera deewana dilbar jaani naa dena dil tod tod tod dilbar jaani naa dena dil tod tod tod ye pyaar hai gehra saagar hai doob ke tujhko jaana ye pyaar hai gehra saagar hai doob ke tujhko jaana dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod hooo ooooo oooo oooooo aaaaa aaaaaa aaaaaaaa nas nas mein hai bijli kahin jal naa jaana soch samjh kar humse zara dil takraana raah pyaar ki badi kathin hai kahaan chala marjaane dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod dilbar jaani jaa jaa re palla chhod chhod chhod ye dil lekar nazraana aa gaya tera deewana dilbar jaani naa dena dil tod tod tod dilbar jaani naa dena dil tod tod tod hooo ooooo oooo oooooo ooooo ooooo ooooooooo toot pade ye bijli to kismat chamke aag mein tap kar sona are aur bhi damke haar jeet ki
ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein tasawur mein koi bastaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane wafaa hum kyaa karein lute dil mein diya jalta nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane adaa hum kyaa karein ye dil tum bin kahin lagta nahin hum kyaa karein kisi ke dil mein bas ke dil ko tadpaana nahin achchhaa kisi ke dil mein bas ke dil ko tadpaana nahin achchhaa nigaahon ko jhalak de de ke chhup jaana nahin achhaa umeedon ke khile gulshan ko jhulsaanaa nahin achhaa humein tum bin koi jachtaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane wafaa hum kyaa karein lute dil mein diya jalta nahin hum kyaa karein mohabbat kar to lein lekin mohabbat raas aaye bhi mohabbat kar to lein lekin mohabbat raas aaye bhi dilon ko bojh lagte hain kabhi zulfon ke saaye bhi hazaron ghum hain iss duniya mein apne bhi paraye bhi mohabbat hi kaa ghum tanhaa nahin hum kyaa karein tumhin keh do ab ae jaane adaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Meri Jaan Meri Jaan Do Chor (1972) 03:41 16225
 
Poster of Do Chor (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 03:41   Song Number : 16225   

Panthi Hoon Main Door Ka Rahi (1971) 04:52 21087
 
Poster of Door Ka Rahi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Irshad Kamil
Music Director- 
Kishore Kumar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Kishore Kumar, Tanuja
Duration : 04:52   Song Number : 21087   

Phir Kahin Koi Phool Anubhav (1971) 03:14 12270
 
Poster of Anubhav (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kapil
Music Director- 
Kanu Roy
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Tanuja
Raag- 
Des
Duration : 03:14   Song Number : 12270   

Ruk Jaana Nahin Imtihaan (1974) 05:58 21170
 
Poster of Imtihaan (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Vinod Khanna, Tanuja
Duration : 05:58   Song Number : 21170   

Savere Ka Sooraj Ek Bar Mooskura Do (1972) 03:50 18286
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Joy Mukherjee, Tanuja
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Jhaptal
Duration : 03:50   Song Number : 18286   

Sun Ja Aa Thandi Hawa Haathi Mere Saathi (1971) 05:28 21258
 
Poster of Haathi Mere Saathi (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Tanuja
Duration : 05:28   Song Number : 21258   

Wo Hans Ke Mile Hum Se Baharen Phir Bhi Aayengi (1966) 04:16 11908
 
Poster of Baharen Phir Bhi Aayengi (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Tanuja, Dharmendra
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:16   Song Number : 11908   

Yaad Teri Aayegi Ek Jaan Hain Hum (1983) 05:35 10662
 
Poster of Ek Jaan Hain Hum (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Shaharyar
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Shabbir Kumar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Tanuja
Raag- 
Siva-Ranjani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:35   Song Number : 10662   

Ye Dil Lekar Nazraana Ek Bar Mooskura Do (1972) 04:25 18356
 
Poster of Ek Bar Mooskura Do (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji, Tanuja
Duration : 04:25   Song Number : 18356   

Ye Dil Tum Bin Kahin Lagta Nahin Izzat (1968) 05:54 21436
 
Poster of Izzat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Dharmendra, Tanuja
Duration : 05:54   Song Number : 21436   
Karaoke Songs of Tanuja, Sad Songs of Tanuja, Love Songs of Tanuja, Dance Songs of Tanuja, Hip-hop songs of Tanuja, Best songs of Tanuja, Super hit songs of Tanuja, hit songs of Tanuja, duet songs of Tanuja, solo songs of Tanuja, old songs of Tanuja, famous songs of Tanuja, Hindi Karaoke Songs of Tanuja, Hindi Sad Songs of Tanuja, Hindi Love Songs of Tanuja, Hindi Dance Songs of Tanuja, Hindi Hip-hop songs of Tanuja, best Hindi songs of Tanuja, super hit Hindi songs of Tanuja, hit Hindi songs of Tanuja, duet Hindi songs of Tanuja, solo Hindi songs of Tanuja, old Hindi songs of Tanuja, famous Hindi songs of Tanuja, Sing Along Songs of Tanuja, Sing Along Sad Songs of Tanuja, Sing Along Love Songs of Tanuja, Sing Along Dance Songs of Tanuja, Sing Along Hip-hop songs of Tanuja, Sing Along Best songs of Tanuja, Sing Along Super hit songs of Tanuja, Sing Along hit songs of Tanuja, Sing Along duet songs of Tanuja, Sing Along solo songs of Tanuja, Sing Along old songs of Tanuja, Sing Along famous songs of Tanuja